Pyar Kahte Hai Jise/Aftab Alam (Hindi/Urdu)
A
0
Altın Yaprak
Pyar kahte hain jise
Dil tutne ka nam hai
Zindagi ke har subah ki
Bas yahi to sham hai
Har kisi ko chahiye
Pyar jine ke liye
Ek bahana chahiye
Milne bichhudne ke liye
Bewafa koyee nahi
Bas wafa badnam hai
Pyar kahte hai jise
Dil tutne ka nam hai
Kante bhare, ye raste
Phoolon ka ye inam hai
Jo muqadder me likha tha
Wo hi mere paighaam hai
Ye Raste manzil nahi
Bas Raste badnam hai
Pyar kahte hai jise
Dil tutne ka nam hai
Bu şiiri puanla
Henüz puan verilmemiş