Radha Aur Meera
A
0
Altın Yaprak
Radha ka pyaar dekhaa,
Meeraa kaa pyaar jaanaa,
Dono me kyaa hai antar,
Gehraa draar dekhaa,
Kisne Vish ko banaya amrit?
Kaise hota hai pyaar dekhaa,
Radha ka pyaar dekhaa,
Meeraa kaa pyaar jaanaa,
Dono me kyaa hai antar,
Gehraa draar dekhaa
Bu şiiri puanla
Henüz puan verilmemiş