Ummid Rakh
A
0
Altın Yaprak
mere isq ne kya kya chhupa rakha hai,
Ek shola hai, jise shabnam bana rakha hai,
Ilm wo aag hai jo jalata nahin, roshni deta hai,
Yhan roshni hame jalati hai, dil bhi rota hai,
jaag -jaag gaflat me na so, kyon murdon sa sota hai,
Na ummidi kufr hai, bhala aise bhi koyee jeeta hai,
Dukhon kee ghunt peene waale, is qadr aansu napee,
Awaaz buland kar, parwaaz kar, pankh aisekyon khota hai
Bu şiiri puanla
Henüz puan verilmemiş