Barish Ke Mausam Mein
M
0
Altın Yaprak
Chalo aaj hum tum bheegte hain is barish ke mausam mein
Purani yaadein taza karte hain phir se barish ke mausam mein
Dil mein jo ek baat dabi hui hai use nikal deta hain
bheeg jaate hain dono sang sang is barish ke mausam mein
In sukhti aankhon kuch khawab dikhate hain phir se
Bijli se darr ke lipat jaate hain dono barish ke mausam mein
Ye mausam ye bahar pukaar ke keh rahi hai kiska hai intezaar
Chalo phir ek baar bheeg kar chuski lete hain barish ke mausam mein
Bu şiiri puanla
Henüz puan verilmemiş