Bharosa Mat Karna, Mere Yaar
M
0
Altın Yaprak
Intezar kitna hi karna unke aane ka mere yaar
per woh aayenge bharosa mat karna
Manzil saamne nazar aaye bhi jaye agar mere yaar
toot sakte hain phir bhi khwab bharosa mat karna
Muskurate lab aur ankhe mil bhi jaye mere yaar
Woh kar rahe hain pyar bharosa mat karna
Meethi meethi baatein banana unki aadat hai mere yaar
Baat puri karenge woh bharosa mat karna
Sazish zehan ki fasal hai dil ki nahi hoti “Aashi”
Dil saaf kitna hi ho zehan pe bharosa mat karna
Bu şiiri puanla
Henüz puan verilmemiş