Kavita Ki Tadap
M
0
Altın Yaprak
Hai Intezaar mein meri Kavita
Ki koi aaye padhe inhe aur lutf uthaye.
Shabdon me lipti, khayalon Se saji hai masoom sawal me
Milta nahi koi isse ke aakar jawab de
Khule hai panne abhi, rut jawan hai,
bandh Jo ho jayegi kitabein,
to jaise dafne-mazaar me ye.
Padh lo in khayalon ko, sun lo kya kehti gain ye,
mat maanna agar kuch batati hai ye
Phir der kis baat ki hai, kis soch mein ho gum
Is se Pahale k Parde par Manzar Badal jaye aao padhlo ise tum
Bu şiiri puanla
Henüz puan verilmemiş