Natkhat Shararat
M
0
Altın Yaprak
Tum mujhe yun cheda na karo
Kabhi toh tanha rehne do
Har waqt pyar ki baatein na karo
Kuch toh logon ka khayal rakho
Bewajah tang karne se kya haasil
Mujhko satane se kya haasil
Kabhi toh sun liya karo meri bhi
Chalo phir se udd chale gagan me abhi
Bu şiiri puanla
Henüz puan verilmemiş