Uska Intezaar Mat Karna
M
0
Altın Yaprak
Maut toh aayegi ek din tujhko le jaane ke liye
Iska yaqeen rakh ~ Uska Intezaar mat karna
Tu Thahar gaya hai abhi, Kahin Jam N jaye
Behte Paani ki rawani ka inkaar mat karna
Insaan hai agar tu ~ toh insaan bankar bhi reh
Haiwan bankar Insaniyat ka Sawal mat karna
Diya hai agar Tu Toh roshani de duniya ko
Andheron se dosti kar, Bijlee ki tarah upkaar mat karna.
Bu şiiri puanla
Henüz puan verilmemiş