Kona
M
0
Altın Yaprak
Lamha-lamha todkar
Jeeyo har pal
Ud jayegi yeh
Zindagi paani.
Qatra-qatra sokh kar
Pee lo har boond
Sookhega phir yeh aasmaan.
Chappa-chappa chhaankar
Mehsoos ho har kona
Yeh duniya hai
Ek bichhauna.
Khanggaalo chhanni se
Pal-pal ki boond
Sirf hoga tera apna ‘mahfooz’
Koi ek kona.
Bu şiiri puanla
Henüz puan verilmemiş