Kavita!
R
0
Altın Yaprak
KAVITA! Mera wada tha main milunga jivan k antim padao par so main aa gaya hun. Maine kaha tha meri kavita bikau nahi hai so maine nibhaya. Jivan k bhag daud se thak chuka hun.mujhe aaram ki aawshakta hai.tumhara god shirodhan hoga. Phir tumhare komal kar k sparsh se mujhe chir nidra prapt hogi. Maine tumhe bahut miss kiya. Ab main tumhare aalingan ko prapt karna chahta hun.,......lekin mujhe thoda muhalat do. Main tumhe jivan k vibhinn rupon ka shringar karna chahata hun jo shriti k aagar se nikli huee praneta bankar shristi mein sama jati hai...........
Bu şiiri puanla
Henüz puan verilmemiş