Waada
V
0
Altın Yaprak
Gam-e-khas agar ban jaye zindagi
To thaam lena mera haath
Boojh ho jaye jyada
To baant lena aadha aadha.
Agar mai giru
To haath dena
Agar tum ladkhadaon
To mai sahara banu
Bas ye tal meel bani rahe
Agar tum saath do hamesha.
Bu şiiri puanla
Henüz puan verilmemiş