Ghame-Dil Mein Aur Kya Milega
M
0
Altın Yaprak
Ghame-dil mein aur kya milega
kuch ansoo, kuch tanhayi
kuch toote hue khwab
kuch bikhre hue rishte
Daman se lipatne ko bekaraar
The kabhi, ab door hain nazron se bhi
Wafa ki umeed mein the hum unse
Wo jafa ke sabak seekh rahe the kahin
Jis sagar ke liye kashti hamne banayi
Uska paani kyun kar sukh gaya
Sitaron se saja dali thi jo
Neele amber ko raat mein humne
Kyun kar aftab ne apni roshni se
Dhundhla use kar diya
Bu şiiri puanla
Henüz puan verilmemiş