Kashti Meri Duniya…
M
0
Altın Yaprak
Kashti meri duniya
Paani pe chal rahi hai
Kabhi mai isse chalaoon
Kabhi ye mujhe chalaye
Kashti meri duniya….
Choti meri duniya hai
Chota sa aashna hai
Lehron pe chal ke mujhko
Raah apni banana hai
Kashti meri duniya
Hai raah mein musibat
Na mujhko ghabrana hai
Himmat aur housle se
Toofan se ladte jaana hai
Kashti meri duniya
Nanha sa jigar lekar
Maujon ki rawani pe
Upper kabhi uthana hai
Neeche kabhi jaana hai
Kashti meri duniya…
Bu şiiri puanla
Henüz puan verilmemiş