Koi To Hai Kahin

M M. Asim Nehal M. Asim Nehal
0 Altın Yaprak
Koi to hai kahin, jo kar raha hai intezaar mera Warna kaise mai jaag jaata Adhuri neend se achanak…. Wo jo kahin se awaz dekar Chup jaata hai achanak Warna kaise mai mud jaata Aur baat karta apne se… Parchayi ban wo saath chalta hai Kabhi aage kabhi peeche Warna wo rukh kyun badalta Yaksa kyun na rehta…… Gum sum kar deta hai kabhi Jab bolne lagta hoon mai Warna kaise mai chup reh pata Mehfil mein doston ke sang…. Wo jo saath hai mere wo chod jayega Wo jo paas hai mere chala jayega Warna kyun meri umr badhti gayi Kyun mai jhukne laga….. Haan wahi to hai jo saath rahega sada Isliye ab paas nahi hai Warna kyun wo dastak deta hai Aur saath rehne ka wada kiya..

Bu şiire çeviri ekle ·

Bu şiiri puanla

Henüz puan verilmemiş

Yıldıza dokunarak 1–10 arası puan ver

Yorumlar

Yorum yapmak için giriş yapmalısın.

Giriş yap

Bu şiire henüz yorum yapılmamış. İlk sen ol.

Sana daha iyi bir okuma deneyimi sunabilmek için sitemizde çerez kullanıyoruz. Kişisel verilerin KVKK ve GDPR kapsamında işlenir; hangi çerezlere izin verdiğini dilediğin zaman değiştirebilirsin.