Kya Mile Kaise Mile
M
0
Altın Yaprak
Ye ajab baat hai hum jinki panahon me rahe
Kareeb dil ke rahe
aur dur nigahon se rahe
Wo bhi kya baat batayenge tumhe
Rog jo dil ko diye,
dard jism-o-jaan ko diye
Ba adab aur milte thy jo ba parda
Nazron ka milna tha bus
Parde sab hawa se gaye
Musibaton mein jo karte thy
sada shikwa aur gile
wo bhi aaj mile toh bargah me mile
Bu şiiri puanla
Henüz puan verilmemiş