Ashq
R
0
Altın Yaprak
Jindagi ko maine asquon me baha diya
un ashqon se dil ki aag bujha diya
un ashqon ko pikar
jindagi ki pyas bujha diya
un ashquon se sare gile sikwe shikayat ko baha diya
aye jindagi!
tujhse main kya kahoon
a ashq hi hai jo jine ka ek bahana bana diya
kash a ashq n hote to phir
jine ka matlab hi kuch aur hota
n hum hote n tum hote
phir yeh jindagi veeran si hoti
un ashquon se sichkar
jindagi ko hara bhara bana diya
Bu şiiri puanla
Henüz puan verilmemiş