Mushkil Hay! (Urdu)
S
0
Altın Yaprak
Qadam
jama kar
zeest me
chalna
mushkil hay
Girna hay
aasaan,
sambhalna
mushkil hay
teri yaad
boht hay
lekin
such yeh hay
teri yaad me
taaray
ginna
mushkil hay
jin mein
sada
ashkon ka
samandar
behta ho
unn aankhon
ka parhna
kitna
mushkil hay
Har har gaam
pe jiss k
yaden
bikhri hon
essi raah se
roz
guzarna
mushkil hay!
Bu şiiri puanla
Henüz puan verilmemiş