Sabr Aur Manzil Ka Atoot Bandhan
V
0
Altın Yaprak
Sabr ke lambai naapti
Insaan ke sahansheelta
Din ho ya raat
Dhoop ya chaoon
Har par banaki
Aapko paakhi.
Sabr se kiya kaam
Hota nahi kabhi gumnam
Jod jod kar tinka Maheen
Ban jata mahal aalishan
Sabr ke rah chale hum
To gum ho na kabhi hum.
Rahe ho chahe jaise bhe
Sabr rakhe har dum
Jabtak hasil na ho manzil.
Bu şiiri puanla
Henüz puan verilmemiş